Royals Mag

Friday, 18 December 2015

Bimariyon Ka ilaj In Urdu Bimari Ki Jankari Hindi Different Diseases Treatment

1: Motapa Aur Is Ka ilaj: Woh log jo motay han aur dubla hona chahte han woh log apne jism ki faltu charbi ko tahlel kar dain aur is ke liye sab se aham sabziyan, lemon aur khati ashiya khana ha.

2: Benai Teez Karne Ka Nuskha: Sonf barabar mikdar mein shakar ke hamrah raat ko khate rehne se benai teez ho jati hai.


3: Awaz Beth Jane Ya Awaz Kharab Hone Ka ilaj: Purane jo lain aur inhain achi tarha bhon lain. Dus garam ki miqdar mein yeh chand bar khain. Aap ki bethi hui awaz khul jaye gi.

4: Behra Pan Ka ilaj: Behre pan ke ilaj ke liye 1 gram noshadar lain aur is ko pani mein mila kar kaan mein hasb e zarorat dalain. Kaan ka behra pan khuch hi irse mein masalsal istemal se khatam ho jaye ga.

5: Ganje Pan Ka Shartiya ilaj: Bakri ke khur lain aur isay jala kar sirke mein hal kar lain. Isay ganj per masalsal malne se baal ug ayen ge. Kaye ke par lain aur inhain jala kar sirke mein milain, woh makam jahan se bal gir gaye han ya sar jahan se ganja pan namodar ho chuka hai wahan yeh tail sa lagain chand dino mein bal ug ayenge

Post a Comment

 
Copyright © 2016 Royals Mag. Articles