Royals Mag

Friday, 18 December 2015

Dil Ka ilaj Urdu Heart Care Tips Heart Diseases Treatment Dil Ko Sehatmand Rakhne Ka Tarika

Dil Ka ilaj Urdu: Heart Care Tips In Urdu

Heart Diseases Treatment In Urdu Dhak, dhak, dhak g han dil ki yehi dhardkan insaan ke zinda hone ka sabot hai. Yeh ruk jaye tu bashar bhi khak mein ja letta hai. Insani jism mein dil o damagh yehi do azoo sab se aham samje jate han. Dil sehat mand rahe tu badan  jabke damagh sehat mand rahe tu roh tawana rehti hai. Lehaza har zi his ka faraz hai ke apne dil ki hifazat kare.

Amriqi doctron ne daryaft kiya hai ke jo mard hafte mein teen baar 30 min sigrate ke dhowan ki zid mein rahain in mein amraze kalab mein mubtala hone ka khadsha 26 ffesad taak bhar jata hai. Lehaza khabhi sigrate wale mahol mein na bathain.

Surkh Gosht Khaiye
atedal mein surakh gosht khana mufeed hai. waja yeh hai ke surakh goosht mamon nazam ko taqweet dene waala madan yalinium rakhta hai. Aur hayateen hi ki bhi iqsam bhi jo insani jism mein homo lanten ki satha kam rakhta hai. Is proten ki bharti sharah dil ke liye khatarnak hai. Mazeed baran surakh gosht ki 50 fesad chiknai kalab dost mono in saturated kisam se taluk rakhti hai.

Horror Film Rakhiye
dactaron ka kehna hai ke jo she dil ki dharkano ko barha de, wo woh isay taqat war bana deti hai. maslan horror movie dekhna achi katab parhna, cricket khelna ya ishq mein mubtala hona, darasal jub bhi dil ki dharkan teez ho tu yeh is ki dhardkan ko azsar no shuru karne ke mutradif hai. youn dil ki kar kardagi behtar ho jati hai.

Gard-o-Ghubar Mein Warzish Na Karain
Aloda mahol mein warzish karne se khon mein oxygen kaam ho jati hai. Aisi halat mein dil ki naliyoun mein lothare banne ka imkan bhar jata hai.

Talab Mein Ghota
Bartanvi mahireen ne bad aza tajarbat daryaft kiya hai. ke jo mard wazan shaded jismani sargarmi maslan terne ya pahar per charhne se mehaz 50 harare bhi jalain, in mein imraz e qalab se marne ka khatra 62 fesad kam ho jata hai. taham halki warzish maslan chalne ya golf khalne se yeh faida nahi hota.

Post a Comment

 
Copyright © 2016 Royals Mag. Articles