Quaid e Azam Essay In Urdu
Quaid e Azam Speech In Urdu Shiekhspear kehta hai ke khuch log paida hi azeem hote han.aur khuch log apni jidijahad aur karnamo ki badolat azmat hasil kar lete han.go ke bani pakistan qid e azam muhammad ali jinah mein azmat e kabiliyat aur naik nami ki sari khubiyan pedaishi then.aur yeh khuskismati humain naseeb hui ke rab kainat ne bab alislam sanda ke mashor shehar karachi mein 25 december 1876 beroz peer ko jinnah ponja ke han paida hone wale bachay jis ki pedaish hi se logon ne yeh kehna shuru kar diya tha ke yeh bacha ak din badshah ho ga aur yeh alfaz is waqat sach sabat ho gaye jub bae sageer mein ak azad muslim mumlikat ke kayam ka wo dareena khayab jo musalmanane hind gazishta 2 sadiyoun se dekhtay chale arahe the.14 august 1947 ko quid e azam muhammad ali jinnah ki mud barana salahiton,fah mo farasat,gair mutazalzal,azam wa himat,sayasi basirat,aur be misal qidana safat se musalmano ki baka wa salamti ki khatir ak azad mumlikat khudadad pakistan ki shakal mein moraz wajood men aa gaya qid e azam ki ibtedai taleem 1876 mein kaim hone wale alfant warna quiler mision school boltan markit se 1883 mein shuru hui.is tarhan is darsga se inhon ne chothi jamat tak taleem hasil ki phir in ke walid muhtaram ne jo na siraf ak moziz wa maroof tajar the balke wo khud bhi ak maroof mision school mein ak ustad apni khidmat anjam dete the.inhon ne quid ka charch mision school ki bajaye (1885 mein sar sayed ahmad khan ke madrasa tal alom ali garh ke dus sal baad quim hone wale sanda madrasa tul alislam mein dakhila 4 july 1887 mein english ki pehli jamat mein karwayamagar phir quid chand mah bad yeh madrasa bhi chore kar karachi se purani mumbai(mojooda mumbai) tak ka apni zindagi ka pehla aur lamba samundari safar kiya aur mumbai (mujooda mumbai) chalay gaye jahan in ke mamo qasim rehaish pazeer the.yahan se quid ki sari zindagi safar mein hi guzri agarcha yahan mumbai mein inhain karachi se zayaada parhai ke mooqe mayasar ayee.yahan in ka dakhila anjuman islam high school ki phir ingareezi ki pehli jamat mein ho gaya.yahan bhi quid zayada arsa na thehar sake kyoun ke wo apni walda se behad muhabbat karte the is liye wo in se zayada dori bardasht nahi kar sake is liye wo apni walda ki muhabbat mein ak bar phir karachi chalay aye jahan quid apni walda se be in teha muhabbat karte the wahan in ki walda bhi apne is azeem bete ko khoob chahti then.aur wo inhain payarse muhammad keh ke pukarti then.yahan karachi pohanch kar in ka dakhila dubara sanda madrasa tul islam mein 23 december 1887 mein ho gaya.ALLAH TALAH ne inhain acha zehan ata kiya tha inhain jub aur jahan bhi koi moka milta apna waqat zaya kiye bagai parhai karte the in ke record se wazeya hota hai ke in ke walid mumbai gaye tu wahan bhi fori toor par in ka dakhila school mein karwaya gaya .aur jub ye wapis karachi aye tu yahan bhi inhain dakhila karwane mein takheer na ki inhon ne kisi bhi hal mein taleem ko nazar andaz na hone diya.yeh silsila younhi chalta raha aur yeh zamana hai 1890 ka jub muhammad ali jinnah 5th jamat mein the.
jubhi in ke walid ne inhain inglastan bhejne ka irada kar liya tha.tu idhar in ki muhabbat karne wali walda ka ye israr bhi zoor pakarta ja raha tha ke hamare muhammad ki pehle shadi kar di jaye.tu phir walayat bheja jaye in ki waleda ki sehat bhi achi na the.aur in ko yeh indesha bhi tha ke in ka beta walayat se koi meem na le aye.akhir kar in ki waleda ki khawahish ko made nazar rakhte huye muhammad ali jinnah jo khud abhi balogat ki umer ko nahi pohncay the in ki amar bi se nikah ho gaya! han albata in ki rukhsati nahi hui the youn muhammad ali jinnah ne 31 october 1892 ko church mision high school ki chati jamat chori aur january 1893 mein ala taleem ke hasool ke liye inglastan chale gaye yahan pohanch kar inhon ne apni walad ko fon liya ke ap mujay london mein rahne ki ajazat dijiye take mein wakalat ki taleem hasil ka sakoon aur in ke walid ne in ki khawahish ka ihteram karte huye inhain is ki ajazat de di youn inhon ne barrister ki taleem hasil ki .london se wapsi per inhon ne anjuman zaya al islam mumbai ke jalse ki sadarat 20 december ko ki.aur 27 december ko kantes ke ijlas karachi mein sharek huye.
Post a Comment