Aslamulaikum kareen!
Subah punjab ka kadeem shehar rawalpindi ka purana naam (rawal) tha. Jub ke is ke sath khush (pind) ke naam se mashhoor tha. Jub punjab mein sikhon ka kabza huya tu rawal aur pind ko ak sath kar diya gaya. Aur naya naam pindi rakh diya gaya ab yeh naam kis hakomat ne kub rakha drust maloom nahi hai.Rawalpindi ki abadi taqreeban solah lakh ke lag bhag hai rawalpindi ki awamdo hisoon mein taqseem hai.ak rawalpindi shehar aur ak rawalpindi kent pakistan ka sab se bara kent rawalpindi ka hai. aur pakistan malri ka se hasas adara g h q yahan rawalpindi kent mein wagai hai. kent kafi bare hise per mushtamil hai. youn keh lain keh adha kent rawalpindi mein aur adha sheher mein ata hai.ab aap ko kent aur sheher ki chand makhsosbatain batata chalon..
Rawalpindi kent:
Foji alaka aur is alaka mein zayada tar fogi ka hi control hai magar lahore,quita,karachi,aur degar kent ki nisbat rawalpindi kent ka kafi buri halat mein hai. Jahan jahan foji coloniya han yahan safai ka kafi khayal rakha jata hai. Kent ke alaka mein khasi tadad mein aam log jo ke army survice nahi kar rahe rahaish rakhte han.Jo ke kisi bhi kent alake mein kai zayada hai. Kent ke log zayada tar khamosh tabiyat ke han magar dil ke bohat hi ache han. Yahan zayada ter logon ke pas waqat ki kami hai. Har ak yahan kaam kaam aur sirf kaam ke chakar mein hota hai. Behar hal kent mein app ko zaayyada ter khamoshi hi mile gi.
Rawalpindi sheher:
Lahore aur pindi sheher mein awam , awam mein, zuban mein,rasm o rawaj mein zara baraber faraq nahiwoh har rasamyahan shehar mein manai jati ha jo ke lahore ki zeenat hai. Jis mein khas ker basant ka zkafi josh o kharosh ke sath manaya jata hai. Is ke bar akas kent mein khamoshi hi khamoshi rehti hai. kent jis qadar khamosh alaka hai sheher us se kai zayada shoor wali jagah hai. khas kar gariyoun ka rush be hujam hota hai. purane waqtoon ki banai hui amartain sikhon ki abadat gahain aaj bhi mojood han jo keh sheher ki zeenat bani hui han. Aj bhi loog kachi amartoon mein rehte han sheher ki sab se umdah baat khane han jin mein savour food sab se zayada mashhoor hai sheher aur kent mein taleem ka nazam sab se acha hai. sheher mein bhi school, college, han magar university mojood nahi ha. is liye rawalpindi ke sath hi islamabad jana parta hai. kent mein kai universties mojood han magar ak ghar mein ak bari amarat per mushtamil rawalpindi ki zayada tar awaam university ki taleem islamabad mein hasil karti hai. Islamabad aur rawalpindi mein khush zayada fasla nahi kent alake ke log 30 min mein jub ke sheher ke 20 min mein islamabad ki hadood mein dakhil ho jate han, Rawalpindi ki shan national ayoub park hai jo ke asia ka sab se bara park hai.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
Post a Comment